Ya Hussain Janum

- Musaveer Raza Musavir (2022)


hussain jaan.... hussain jaan jaan... hussain hussain.. jaan hussain   shah ast hussain badshah ast hussain deen asht hussain deen panah ashth hussain sardaad na da dast dar dast yazeed l.a haqqa k bina la ilaha asht hussain a.s   hussain sarallah yababdillah...2   ya hussain janum ya hussain janum noore chasmanam...ya hussain janum   mere moula hussain mera aaqa hussain noore chasmanam...   1.saware doshe nabi mazhare yazdane malike zam zam safa warise qurane warise quraane.... hussain hussaina naaze do alam   ya hussain janum, ya hussain janum noore chasmanam..   2. hur k liye aj bhi qaimaye azad hai khoon se rangeen wo karbala abad hai karbala abad hai.. hussain hussaina.. raunaqe paiham   ya hussain janum..ya hussain janum noore chasmanam   3. imtehane sabr ki tujhpe hui imtehaan khoon se likha gaya khaak pe wo lailah khaak pe wo laailah.. hussain hussaina..wird hai har dum   ya hussain janum..ya hussain janum noore chasmanam   4. suraye rehman ka tuhi khulasa hua har andheri raah me tuhi sitara hua tuhi sitara hua.. hussain hussaina..izzate adam   ya hussain janum..ya hussain janum noore chasmanam   5. ap meri jaan hain ap hi imaan hain apke a matami ap pe qurban hain ap pe qurbaan hain. hussain hussaina..wird.e.zabanam   ya hussain janum..ya hussain janum noore chasmanam   6. deen k khatir sahi kaisi toone sakhtiyan akbare zeejah sa leta raha hichkiyan leta raha hichkiya.. hussain hussaina..kaise sahe ghum   ya hussain janum..ya hussain janum noore chasmanam   7. zabihe bekhata shude karbala hussaina khushk gale pe churi ghurbata hussaina ghurbata hussaina.. hussain hussaina..ankh hai har nam   ya hussain janum..ya hussain janum noore chasmanam   8. akbar.o.qasim nahi na wo alamdar hai ek hai abid bacha wo bhi to beemar hai wo bhi to beemar hai. hussain hussaina..tanhaye alam   ya hussain janum..ya hussain janum noore chasmanam   9.mehdiye zair se a roke musavir kahe koi kahan likh sakhe koi kahan padh sakhe koi kahan padh sakhe. hussain hussaina..tere hai mataam   ya hussain janum..ya hussain janum noore chasmanam   hussain sarallah ya aba abdillah...2