Karbala
- Shahbaz Ali Khan (2022)
Qutelal Hussaino Be Karbala...6
Karbala Karbala Karbala..2
Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina
Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina
Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina
Ab Kisko Me Du Sada
Karbala Karbala Karbala..2
Sehra Me Kitne Laashe Dekhe Teri Bahen Ne
Majboor Kar Diya Hai Mujhko Tere Dafan Ne
Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina
Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina
Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina
Ab Kisko Me Du Sada
Karbala Karbala Karbala
Khaime Jala Ke Zaalim Khushiyaan Mana Rahe Hain
Kamsin Yateem Saare Aansu Baha Rahe Hain
Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina
Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina
Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina
Ab Kisko Me Du Sada
Karbala Karbala Karbala
Zakhmi Jo Laash Aayi Zehra Ke Gul Badan Ki
Phir Tukde Tukde Dekhi Tasweer Bhi Hasan Ki
Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina
Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina
Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina
Ab Kisko Me Du Sada
Karbala Karbala Karbala
Hatho Me Rasan Bandhe Maqtal Se Ja Rahe Hain
Qaidi Qadam Qadam Par Aansu Baha Rahe Hain
Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina
Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina
Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina
Ab Kisko Me Du Sada
Karbala Karbala Karbala
Bechain Hai Sakina Karbobala Ke Ban Me
Sau Teer Dikh Rahe Hain Baba Tere Badan Me
Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina
Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina
Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina
Ab Kisko Me Du Sada
Karbala Karbala Karbala
Bazu Kate Jo Mere Abbase Bawafa Ke
Karbal Me Gunjte Hain Yeh Bain Ambiya Ke
Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina
Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina
Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina
Ab Kisko Me Du Sada
Karbala Karbala Karbala
Afzaal Likh Raha Hai Yeh Roke Nauha Ghum Ka
Har Ghar Pe Saaya Hoga Abbas Ke Alam Ka
Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina
Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina
Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina
Ab Kisko Me Du Sada
Karbala Karbala Karbala