Hussain-o-Ya Hussain
- Musaveer Raza Musavir (2023)
salamunalaik saqenil karbala .
salamunalaik zeenatil murtaza
salamunalaik kasiratal huda..
hussain o ya hussain a.s
1.tu sahibe nizam hai
tu kon ka imam hai
nijat do hame aye shahe karbala
hai toote hue a dilo ki sada hussain ya hussain
2.nabi ka tu kharar hai
tu deena ka wiqar hai
jise tu mila milgaya usko khuda
hai dono jahan k a lab pe sada hussain ya hussain
3.nijat ki nijat hai
tu azm ki hayat hai..2 times
tujhe dekh ambiya ne kaha
marhaba marhab lo salam me wafa hussain ya hussain
4.tumhi se naame kibriya
tumhi se deen ki baqa
sina ki noke pe sar tera jab chadha
gala kata k youn toone quran padha hussai...
5. miyane karbala hussain
tu deen ki baqa husain
aye naze khuda ibne khairul wara
aye shahe zaman aye qatile jafa.. hussain ya hussain
6.tumhari rooh jaan ko
tumhare naujawan ko
bala k dasht me barchi mari gayi
ghame pisar me youn chingayi roushni..
7.ajeeb tha wo marhala ajeeb tha wo haunsala
gale pe churi aur shukre khuda
aye ibne ali a tera haunsala hussain ya hussain
8.aye mehdi zair-e-hazeen
hussain hai wo bil yaqeen
musaveer hai jo deen k azm ka
jo shahe huda jo shaheede jafa husaain ya husain...